Categories: sad shayari

isme mera kya kasur…………..

Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata,
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata,
Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata,
Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki,
Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
`
“LOVE n DEATH r two uninvited guest, when they come nobody knows but both do the same work, one takes the HEART and the other one take its BEATS”
`
Hmari kismat to dekho:
Woh dhundte rahe hame
dagar dagar unhe hmari tlash thi,
par afsosjis kabar pe the unke kadam,
usi kabar mein humari laash thi..
`
Dastoor Yahi Raha Hai Sadiyon Se
Shikwon Ka kafila Yunhi Chalta Raha Sadiyon Se
Aahaton Ki Ummeed Mein Khwaishen Hai Zinda
Azad Udti Rooh Bhi Ban Gayi Aasman Ka Parinda
`
zabt ki har had se hum aaj guzar jaayenge…
us bewafa ki mehfil ko apne kah~kaho se sajayenge,,,
kisi aur ka daaman uske haathon me deker..
RAB se,,apni tamam khusiyaan uske naam likhwayenge.”

Yahan Soag Bhi Na Manaye Koi
Kisi Aur Ka Kya Muqaddar Likhe Koi
Khushi Se Gham Mein Bheegi Tanhayi
Hai Yakeen Guzarish Hogi Qubul Ik Kafir Ki
Beeti Hai Jiski Sadiyan Muflisi Se Bhari Hui
`

Uski Inaayat Na Ho To Gareeb Roti Ki Talaash Me
Shab Ko Apne Ghar Se Nikle Aur Sahar Ho Jaaye
ShArE It On FaCeBoOk
Aman Agrawal

Share
Published by
Aman Agrawal

Recent Posts

SharkTank India Season 3:This Contestant makes judges fight between them for the deal

  After 2 seasons of Shark tank India,Shark tank India season 3 has been started…

4 months ago

World Famous Five Structures in India That were Built Over Mandir

Here we have illustrated the list of Top 5 famous Temples which were remain in…

4 months ago

Baat ye purani thi, Dard ab bhi jari hai

Munawar Faruki Best shayari Haye teri qatil aankhen, Jaan tum pe waari hai, Tere liye…

4 months ago

Breakup ke Baad shayari आने वाले हो, तो एक गुज़ारिश है…

1)आने वाले हो, तो एक गुज़ारिश है, आने वाले हो, तो एक गुज़ारिश है, जल्दी…

4 months ago

क्यों डरे ज़िंदगी में क्या होगा, कुछ न होगा, तो तज़ुर्बा होगा।

क्यों डरे ज़िंदगी में क्या होगा, कुछ न होगा, तो तज़ुर्बा होगा। Translation in English…

4 months ago

This website uses cookies.